Saturday, 3 February 2018

Aulad ka Amal

Ager kisi k ulad na ho rahi ho aur wo sarey ilaj kerwa kerwa k thak chuka ho tu behter hai ke ye wazifa karey is sey pata chal jaye ga k bacha hoga ya nahi, Jumeyrat ko roza rakhen, Iftar k time sey pehley itna doodh ley len jo piya ja pora piya ja sakey us per 7 bar surah muzammil phr ker dam karen aur usi doodh sey iftar karen, ager doodh hazam hojaye tu samah len k in shaa Allah ulad hogi koshish jari rakhen, aur ager hazam na ho tu phir sabar karen, isi men Allah ney behtari rakhi aai,

No comments:

Post a Comment